SONG: Na Dekho Hume Ghur Ke Jadugar Saiya - ना देखो हमें घूर के जादूगर सैया

Na Dekho Hume Ghur Ke Jadugar Saiya - ना देखो हमें घूर के जादूगर सैया

LYRICS:
na dekho hume ghur ke jadugar saiya na dekho hume ghur ke jadugar saiya machle hamara jiya leke angadaiya na dekho hume ghur ke jadugar saiya na dekho hume ghur ke jadugar saiya mujh pe bhi dal gori julfo ki chhaiya mai wari wari jau re leke baliya haye mai wari wari jau re leke baliya chori chori aa gaye kaisa ye kamal hai aapko hujur mera kitna khayal hai chori chori aa gaye kaisa ye kamal hai aapko hujur mera kitna khayal hai haye gori tere pyar ne kiya mujhe bawara tere bina dekh mera bada bura hal hai chhodo ji hath warna dungi duhaiya mai wari wari jau re leke baliya haye mai wari wari jau re leke baliya machle hamara jiya leke angadaiya na dekho hume ghur ke jadugar saiya na dekho hume ghur ke jadugar saiya naina tere sawari mere dil ke par hai mithi mithi bate teri kaisi lachhedar hai naina tere sawari mere dil ke par hai mithi mithi bate teri kaisi lachhedar hai jhuti ye khusamade karo nahi balma dekho ji tumhare liye hum bhi bekarar hai aisi hai bat phir to dal gal bahiya na dekho hume ghur ke jadugar saiya na dekho hume ghur ke jadugar saiya