SONG: Na Badla Aakash Ka Chanda - ना बदला आकाश का चंदा

Na Badla Aakash Ka Chanda - ना बदला आकाश का चंदा

LYRICS:
na badla aakash ka chanda na badla aakash ka chanda na badle hain sitare badal gaye hain is dharti par badal gaye hain is dharti par dekho bhag hamare na badla aakash ka chanda holi aur diwali aate holi aur diwali aate aate sab tyohaar aasha ki ankho me laate aansu ke bhandar neet hamari pal me badle jaise jal ke dhaare na badla aakash ka chanda na badla aakash ka chanda na badle hain sitare badal gaye hain is dharti par badal gaye hain is dharti par dekho bhag hamare na badla aakash ka chanda ab ye aasha kaha ki aasha ab ye aasha kaha ki aasha apni pyas bujhaye aasha ki aashaye pal pal ghunt ghunt umar bitaye kya hoga is aasha ka jab hanste jag me sare na badla aakash ka chanda na badla aakash ka chanda na badle hain sitare badal gaye hain is dharti par badal gaye hain is dharti par dekho bhag hamare na badla aakash ka chanda