SONG: Na Aaye The To Zara (Gaye Wo Mere Dil Ko Veeran Kar Ke) - ना आये थे तो ज़रा इतमिनान था दिल को

Na Aaye The To Zara (Gaye Wo Mere Dil Ko Veeran Kar Ke) - ना आये थे तो ज़रा इतमिनान था दिल को

LYRICS:
na aaye the to zara itminan tha dil ko wo aa ke chal diye phir bekraar karke mujhe gaye wo mere dil ko viran kar ke gaye wo mere dil ko viran kar ke judai mein rone ka saman karke gaye wo mere dil ko viran kar ke judai mein rone ka saman karke jate jate sath apne dil mera lete gaye dard wo mujho tadapne ke liye dete gaye mila ye hume tumse pahchan karke mila ye hume tumse pahchan karke judai mein rone ka saman karke gaye wo mere dil ko viran kar ke judai mein rone ka saman karke char din ki chandani thi phir andheri raat hai phir wahi tanhaiyaan hai aur gham ka sath hai bada dukh hua unko mehmaan karke bada dukh hua unko mehmaan karke judai mein rone ka saman karke gaye wo mere dil ko viran kar ke judai mein rone ka saman karke