SONG: Na Aasman Na Sitare Fareb Dete Hai - ना आसमां ना सितारे फरेब देते हैं

Na Aasman Na Sitare Fareb Dete Hai - ना आसमां ना सितारे फरेब देते हैं

LYRICS:
na aasman na sitare fareb dete hain na aasman na sitare fareb dete hain hume to apne sahare fareb dete hain na aasman na sitare fareb dete hain hume to apne sahare fareb dete hain, na aasmaan bahar hasti huy kyu chaman me aati hai bahar hasti huy kyu chaman me aati hai ye chaar din ke liye phul kyun khilati hai nazar ko kyun ye nazare fareb dete hai hume to apne sahare fareb dete hain, na aasmaan lagi hai aag khud apne hi aashiyane se lagi hai aag khud apne hi aashiyane se wo badnasib gila kya kare zamane se ke jisko apne hi pyare fareb dete hain hume to apne sahare fareb dete hain na aasman na sitare fareb dete hain hume to apne sahare fareb dete hain, na aasman