SONG: Muskura Ke Zakhm Khana Aa Gaya - मुस्कुरा के जख्म खाना आ गया

Muskura Ke Zakhm Khana Aa Gaya - मुस्कुरा के जख्म खाना आ गया

LYRICS:
nam hotho pe tera dil me teri yad rahe hum rahe ya na rahe pyar ye aabad rahe muskura ke muskura ke zakhm khana aa gaya muskura ke zakhm khana aa gaya naaz ulfat ka uthana naaz ulfat ka uthana aa gaya muskura ke zakhm khana aa gaya mudke tera dekhna ye bar bar jate jate laut aati hai bahar phul kato me khilana aa gaya muskura ke zakhm khana aa gaya jano dil se sadke kiye jate hai hum tumko aankho me liye jate hai hum aarzu ka ghar sajana aa gaya muskura ke zakhm khana aa gaya muskura ke zakhm khana aa gaya naaz ulfat ka uthana naaz ulfat ka uthana aa gaya muskura ke zakhm khana aa gaya muskura ke zakhm khana aa gaya