SONG: Musafir (Shab-2017) - मुसाफिर (शब-२०१७)

Musafir (Shab-2017) - मुसाफिर (शब-२०१७)

LYRICS:
musafir mai hu ye kis modd par nazar mei nahi hai koi bhi dagar parinda jese mere dar-badar ye puche kaha hai mera ek basar jaha wakt ho thama aur ho sukun zara kyun tanhaiyaa aaiyaan aaiyaan aaiyaan dil ki duhaiyaa aaiyaan aaiyaan aaiyaan kyun ye judaiyaan aaiyaan aaiyaan aaiyaan ruh mei samaiyaan aaiyaan aaiyaan aaiyaan mai hi nazar main hi zuban mai hi to khwaish mein khawabo main hun mai hi asar main hi wajaha mai hi to apne iraado mein hun khud se hi roshan-roshan khud ka hi mai hum-dum khud ka hu rehbar hai khud pe yakin bas mujhe hmmmm par apno se fasley hain kyun tanhaiyaa aaiyaan aaiyaan aaiyaan dil ki duhaiyaa aaiyaan aaiyaan aaiyaan kyun ye judaiyaan aaiyaan aaiyaan aaiyaan ruh mei samaiyaan aaiyaan aaiyaan aaiyaan ek ehsaan karde zaraa apni mohabbat ki dede panha jeene ka hai tu hi sabab fir kya karu mai ye jazbaat bayaan tujhse judu mei judaa hi rahu mein teri hi wafaon ke saaye mein ye safar katee kyun tanhaiyaa aaiyaan aaiyaan aaiyaan dil ki duhaiyaa aaiyaan aaiyaan aaiyaan kyu ye judaiyaan aaiyaan aaiyaan aaiyaan ruh mei samaiyaan aaiyaan aaiyaan aaiyaan musafir mai hu ye kis modd par nazar mein nahi hai koi bhi dagar parinda jese mere dar-badar ye puche kaha hai mera ek basar jaha wakt ho thama aur ho sukun zara