SONG: Murli Wale Se Lage Nain Hai - मुरली वाले से लागे नैन हैं

Murli Wale Se Lage Nain Hai - मुरली वाले से लागे नैन हैं

LYRICS:
murli waale se laage nain hai haay mohe aave laaj sakhi murli waale se, murli waale se laage nain hai haay mohe aave laaj sakhi ari kyu aave laaj sakhi aave laaj sakhi ari mohe aave laaj sakhi murli waale, murli waale se laage nain hai haay mohe aave laaj sakhi bindiya chamke kangna damke aa aa bindiya chamke kangna damke jhumke let balaiyaa ho jhumke let balaiyaa na jaane kyu baini khul gai padi piya ke paiyaa sakhi main padi piya ke paiyaa murli waale, murli waale se laage nain hai haay mohe aave laaj sakhi murli waale se laage nain hai haay mohe aave laaj sakhi paayal ki chhankaar lubhaaati rang dikhaati mehndi mohe rang dikhaati mehndi kaajal bhari najar ne dil ki ho kaajal bhari najar ne dil ki baat kisi se kah di dil ki baat dil ki baat kisi se kah di kya murli waale se laage nain hai mila manchaha raag sakhi murli waale, murli waale se laage nain hai haay mohe aave laaj sakhi aave laaj sakhi ari mohe aave laaj sakhi murli waale, murli waale se laage nain hai haay mohe aave laaj sakhi