SONG: Murakh Mann Tu Kyu Bharmaya - मुर्ख मन तू क्यूँ भरमाया

Murakh Mann Tu Kyu Bharmaya - मुर्ख मन तू क्यूँ भरमाया

LYRICS:
murakh man tu kyu barmaya murakh man tu kyu barmaya dhan daulat ki hai sab maya dhan daulat ki hai sab maya paiso ka indar bada kar jag me maan badhaye paiso ki ganga me nahakar badi der kahaye usne jivan ke dukh paye usne jivan ke dukh paye jisne paisa paya jisne paisa paya murakh man tu kyu barmaya murakh man tu kyu murakh man tu kyu barmaya dhan daulat ki hai sab maya dhan daulat ki hai sab maya