SONG: Murakh Hai Jo Sagar Ki Maujon Me Fash Kar Rota Hai - मुर्ख है जो सागर की मौजो में फस कर रोता है

Murakh Hai Jo Sagar Ki Maujon Me Fash Kar Rota Hai - मुर्ख है जो सागर की मौजो में फस कर रोता है

LYRICS:
murkh hai jo sagar ki maujo me fas kar rota hai jis sagar me mauje hai uska bhi kinara hota hai chhod de naiya bhawar me dar nahi tufan se chhod de naiya bhawar me dar nahi tufan se mangne wale ko milti hai madad bhagwan se chhod de chhod de naiya kahte hai dunia jise julm o sitam ka nam hai kahte hai dunia jise julm o sitam ka nam hai thokre khakar sambhalna hi hamara kam hai bhul to hoti rahegi umar bhar insaan le chhod de chhod de naiya apne malik par bharosa hai tujhe nadan agar apne malik par bharosa hai tujhe nadan agar gum tujhe kis bat ka hai dekh dunia se na dar mangta hai kyu bhikh daya ki tu insan se chhod de naiya bhawar me dar nahi tufan se mangne wale ko milti hai madad bhagwan se bhagwan se bhagwan se