SONG: Murakh Bande, Jine Vale Kushi Se Jie Ja - मुर्ख बन्दे जीने वाले ख़ुशी से जिए जा

Murakh Bande, Jine Vale Kushi Se Jie Ja - मुर्ख बन्दे जीने वाले ख़ुशी से जिए जा

LYRICS:
jeene wale khushi se jiye ja apne aansu tu hans kar peeye ja jeene wale khushi se jiye ja apne aansu tu hans kar peeye ja jeene wale lakh mushkil aaye tu na darna lakh mushkil aaye tu na darna sabar ki manzilo se guzarna ho sabar ki manzilo se guzarna sabar ki manzilo se guzarna tute dil ko tasalli diye ja apne aansu tu hans kar peeye ja jeene wale aisi uljhan se kya fayda hai aisi uljhan se kya fayda hai jo bhi hona tha wo ho chuka hai hay jo bhi hona tha wo ho chuka hai jo bhi hona tha wo ho chuka hai dil ke tukde ki khatir jiye ja apne aansu tu hans kar peeye ja jeene wale khushi se jiye ja apne aansu tu hans kar peeye ja jeene wale