SONG: Muqaddar Aajamaanaa Chaahataa Hun - मुक़द्दर आजमाना चाहता हूँ

Muqaddar Aajamaanaa Chaahataa Hun - मुक़द्दर आजमाना चाहता हूँ

LYRICS:
muqaddar aajmana chahta hu muqaddar aajmana chahta hu tumhe apna banana chahta hu tumhe apna banana chahta hu mujhe bas pyar ka ik jaam de do main sab kuch bhul jana chahta hu main sab kuch bhul jana chahta hu muqaddar aajmana chahta hu tumhe apna banana chahta hu ghadi bhar ko mere najdik aao ghadi bhar ko mere najdik aao jara aankho se aankhe to milao jara aankho se aankhe to milao main haale dil sunana chahta hu main haale dil sunana chahta hu muqaddar aajmana chahta hu tumhe apna banana chahta hu tumhe apna banana chahta hu banana hai mujhe ek aashiyana banana hai mujhe ek aashiyana jo tum chaho to mil jaye thikana jo tum chaho to mil jaye thikana tumhare dil me aana chahta hu tumhare dil me aana chahta hu muqaddar aajmana chahta hu tumhe apna banana chahta hu tumhe apna banana chahta hu