SONG: Mummy Mai To Sikhunga Goli Chalana - मम्मी मैं तो सीखूंगा गोली चलाना

Mummy Mai To Sikhunga Goli Chalana - मम्मी मैं तो सीखूंगा गोली चलाना

LYRICS:
mummy mai to sikhunga goli chalana mummy mai to sikhunga goli chalana leader na banuga leader na banuga mujhe foji officer banana mummy mai to sikhunga goli chalana mummy mai to sikhunga goli chalana hamla jisne kiya watan par usko mai na chodunga hamla jisne kiya watan par usko mai na chodunga ek tank dusman ka mummy abhi abhi mai todunga ek tank dusman ka mummy abhi abhi mai todunga tod saku mai tatan time aise patakhe lana mummy mai to sikhunga goli chalana bade bade ye bandh hamare ye sabke mehnat ke fal bade bade ye bandh hamare ye sabke mehnat ke fal ye hai kal ke mandir maszid ye hai kal ke tajmahal ye hai kal ke mandir maszid ye hai kal ke tajmahal dekh dekh jalta hai dusman isko hai bachana mummy mai to sikhunga goli chalana mummy mai to sikhunga goli chalana jisne khuda ke ghar tode hai bimaro ko mara hai jisne khuda ke ghar tode hai bimaro ko mara hai wo dusman nahi admiyat ka bhi hatyara hai baz na aaye wo dusman to etam bam banana mummy mai to sikhunga goli chalana mummy mai to sikhunga goli chalana leader na banuga leader na banuga mujhe foji officer banana mummy mai to sikhunga goli chalana mummy mai to sikhunga goli chalana