SONG: Mummy Aur Daddy Mein Ladai Ho Gayi - मम्मी और डैडी में लड़ाई हो गई

Mummy Aur Daddy Mein Ladai Ho Gayi - मम्मी और डैडी में लड़ाई हो गई

LYRICS:
mummy aur daddy me mummy me daddy me mummy aur daddy me mummy aur daddy me ladayi ho gayi mummy aur daddy me ladayi ho gayi mummy aur daddy me ladayi ho gayi daddy ne gusse me aake de di gaaliya anpadh bewakuf kahin ki daddy ne gusse me aake de di gaaliya mummy ne gusse me aake todi thaliya fodi pyaliya bartano ki maar kutai ho gayi bartano ki maar kutai ho gayi mummy aur daddy me ladayi ho gayi mummy aur daddy me ladayi ho gayi mummy aur daddy me ladayi ho gayi daddy ne inkaar kiya khane ke liye mummy ne saman baandha jane ke liye main to samjha dono me judai ho gayi main to samjha dono me judai ho gayi mummy aur daddy me ladayi ho gayi mummy aur daddy me ladayi ho gayi ha mummy aur daddy me ladayi ho gayi daddyo ko mummyo sataya ka karo mummyo ko daddyo rulaya na karo chhoti chhoti baat ko badhaya na karo bhalu ka tamasha bhalu ka tamasha yu dikhaya na karo baat nikli munh se to parayi ho gayi baat nikli munh se to parayi ho gayi mummy aur daddy me ladayi ho gayi ha mummy aur daddy me ladayi ho gayi ha mummy aur daddy me ladayi ho gayi