SONG: Mukhda Balam Ka Chand Ko Sharmaye - मुखड़ा बालम का चाँद को शर्माए

Mukhda Balam Ka Chand Ko Sharmaye - मुखड़ा बालम का चाँद को शर्माए

LYRICS:
mukhda baalam ka mukhda baalam ka chanda ko sharmaye aa man me aag lagaye ha mukhda baalam ka mukhda baalam ka mukhda baalam ka chanda ko sharmaye aa man me aag lagaye ha mukhda baalam ka dhire dhire malu chunariya aur sochu ye baat dhire dhire malu chunariya aur sochu ye baat meri gali jo aaye baalam wahi pakad lu hath meri gali jo aaye baalam wahi pakad lu hath ha mukhda baalam ka mukhda baalam ka chanda ko sharmaye aa man me aag lagaye ha mukhda baalam ka bin puchhe nirmohi mere man me bas gaya aake bin puchhe nirmohi mere man me bas gaya aake ha jate jate de gaya aahe jate jate de gaya aahe haye tikhe haye tikhe nain milake ha mukhda baalam ka mukhda baalam ka chanda ko sharmaye aa man me aag lagaye ha mukhda baalam ka rut mastani kahe kahani mera man bahlaye rut mastani kahe kahani mera man bahlaye sunkar naam balam ka manwa hath se nikla jaye sunkar naam balam ka manwa hath se nikla jaye ha mukhda baalam ka mukhda baalam ka chanda ko sharmaye aa man me aag lagaye ha mukhda baalam ka