SONG: Mujrim Hu Mohabbat Ka Jo Chahe Saja Dena - मुजरिम हूँ मोहब्बत का जो चाहें सजा देना

Mujrim Hu Mohabbat Ka Jo Chahe Saja Dena - मुजरिम हूँ मोहब्बत का जो चाहें सजा देना

LYRICS:
mujrim hu mohabbat ka jo chahe saja dena mujrim hu mohabbat ka jo chahe saja dena par yaad rahe itna dil se na bhula dena par yaad rahe itna dil se na bhula dena mai dil tumhe deta hu lekin kah deta hu mai dil tumhe deta hu lekin kah deta hu mujhko to mitaya hai isko na mita dena mujhko to mitaya hai dil ko na mita dena aaram na hai din ko aur nind na rato ko aaram na hai din ko aur nind na rato ko bimar kiya tune ab tumhi dava dena bimar kiya tune ab tumhi dava dena vo gujari hui bate rato ki mulakate vo gujari hui bate rato ki mulakate bhule se jo yaad aaye do aashu baha dena bhule se jo yaad aaye do aashu baha dena mujrim hu mohabbat ka jo chahe saja dena par yaad rahe itna dil se na bhula dena