SONG: Mujhpe Bhi To Dalo Ek Nazar (Apna Khoon) - मुझपे भी तों डालो एक नज़र जाने से पहले

Mujhpe Bhi To Dalo Ek Nazar (Apna Khoon) - मुझपे भी तों डालो एक नज़र जाने से पहले

LYRICS:
mujhpe bhi to daalo ek najar jaane se pehle mujhpe bhi to daalo ek najar jaane se pehle kuch to yahi pe hone do asar jaane se pehle ye dil tadpega tarsega bin tere dilbar mujhpe bhi to daalo ek najar jaane se pehle a meri najar ke shehensha a meri najar ke sahansha jawani julm ka salam le lut na jaye dil ki aarzoo yu na mujh se intkaam le ban ke dekh mera humsafar ban ke dekh mera humsafar jaane se pehle mujhpe bhi to daalo ek najar jaane se pehle jab se maine tujhko pa liya jab se maine tujhko pa liya jaag utha dil me josh hai husn teri raaho me pada aur tu fir bhi khamosh hai ab to mera kuch khyal kar ab to mera kuch khyal kar jaane se pehle kuch to dil pe hona do asar jaane se pahale ye dil tadpega tarsega bin tere dilbar mujhpe bhi to daalo ek najar jaane se pehle jaane se pehle are jaane se pehle