SONG: Mujhpe Bhi Reham Mere Meherban Kijiye - मुझपे भी रहम मेरे मेहरबान कीजिये

Mujhpe Bhi Reham Mere Meherban Kijiye - मुझपे भी रहम मेरे मेहरबान कीजिये

LYRICS:
mujhpe bhi rahan mere meharbaan kijiye ae meharbaan kijiye mujhpe bhi rahan mere meharbaan kijiye ae meharbaan kijiye mushkil humaare, mushkil humaare mushkil humaare mushkil humaare dil ki bhi aasaan kijiye jara aasaan kijiye aa gulshan me chal rahi hai bahaaro ki chhed chhad maidaan-e-mohabbat me nikal aaye sher sawaar teere najar ka humko bhi kar lijiye shikaar hum to hai sirf aap ke elaan kijiye jara elaan kijiye hum to hai sirf aap ke elaan kijiye jara elaan kijiye hum to hai sirf aap ke elaan kijiye jara elaan kijiye behosh dil ko dard ke aasaan bakhshiye he he soi hui maujo ko ek tufaan bakhshiye jeene ke waaste koi armaan bakhshiye warna humaari maut ka saaman kijiye maut ka saaman kijiye warna humaari, warna humaari warna humaari maut ka saaman kijiye maut ka saaman kijiye