SONG: Mujhko Watan Ki - मुझको वतन की

Mujhko Watan Ki - मुझको वतन की

LYRICS:
mujhko watan ki yaad satati hai mujhko watan ki yaad satati hai mujhko watan ki yaad satati hai mujhko watan ki yaad satati hai khub rulati hai khub rulati hai aur tadpati hai mujhko watan ki yaad satati hai mujhko watan ki yaad satati hai mujhko watan ki yaad satati hai mujhko watan ki yaad satati hai khub rulati hai khub rulati hai aur tadpati hai mujhko watan ki yaad satati hai mujhko watan ki yaad satati hai jab se ham pardesh mein aaye bhai-bahan ka pyar sataye yaad aata hai ganv ka manjar rah jata hu aansu peekar padpati hai maa ki lori bachcho ki wo mithi boli maa ki khidmat main karta tha baap se main kitna darta tha mehnat karke mujhko padhaya bhukhe rahkar mujhko khilaya aaj main kitna door hu unse koi unke dil se puchhe meri yaad mein rote honge ho meri yaad mein rote honge milne ke din ginate honge unki mohabbat mujhe bulati hai unki mohabbat mujhe bulati hai mujhko watan ki yaad satati hai mujhko watan ki yaad satati hai mujhko watan ki yaad satati hai bibi mujhko khat likhati hai khat mein hamesha wo kahati hai suna hai ye man ka aangan jaldi ghar aa jaao sajan tum bin naina taras gaye hai kitne sawan baras gaye hai darwaje khidki, dahlije raunak se khali hai chije sath mein chahe kuch mat laao lekin jaldi ghar aa jaao dil mein pyar ka deep jalaye baithi hu main aas lagaye ro deta hu main khat padh ke ho ro deta hu main khat padh ke tukde ho jate hai dil ke tanhai ab tanhai ab khun rlati hai mujhko watan ki yaad satati hai khub rulati hai khub rulati hai aur tadpati hai mujhko watan ki yaad satati hai mujhko watan ki yaad satati hai mujhko watan ki yaad satati hai mujhko watan ki yaad satati hai