SONG: Mujhko Pyari Lagti Hai Tumhari Pehchan - मुझको प्यारी लगती है तुम्हारी पहचान

Mujhko Pyari Lagti Hai Tumhari Pehchan - मुझको प्यारी लगती है तुम्हारी पहचान

LYRICS:
mujhko pyari lagti hai tumhari pahchan mujhko pyari lagti hai tumhari pahchan o baake chabile albele mehmaan mujhko pyari lagti hai tumhari pahchan albele mehmaan o albele mehmaan jab se maine tumko dekha tab se mere man me khich gayi pyar ki rekha jab se maine tumko dekha tab se mere man me khich gayi pyar ki rekha aankho me rup tumhara man me dhyaan aankho me rup tumhara man me dhyaan albele mehmaan mujhko pyari lagti hai tumhari pahchan albele mehmaan o albele mehmaan kitni sunder chhavi tumhari hai kitni manjul pyari pyari hai kitni sunder chhavi tumhari hai kitni manjul pyari pyari hai jaadu se haye bhari tumhari mithi muskan jaadu se haye bhari tumhari mithi muskan albele mehmaan mujhko pyari lagti hai tumhari pahchan albele mehmaan o albele mehmaan tumhe chodkar dekh mera man aur kahi naa dole tumhe chodkar dekh mera man aur kahi naa dole main inn aankho me tumhe chuppa lungi aur pyar karungi bina bole o dur desh ke wasi main janam janam ki pyasi o dur desh ke wasi main janam janam ki pyasi main lakh balaiya lu mujhko prem ka de do paridhan albele mehmaan mujhko pyari lagti hai tumhari pahchan albele mehmaan o albele mehmaan