SONG: Mujhko Mohabbat Ho Gayi Hai Bas Mujhko Mohabbat Ho Gayi Hai - मुझको मोहब्बत हो गई हैं बस मुझको मोहब्बत हो गई हैं

Mujhko Mohabbat Ho Gayi Hai Bas Mujhko Mohabbat Ho Gayi Hai - मुझको मोहब्बत हो गई हैं बस मुझको मोहब्बत हो गई हैं

LYRICS:
mujhko mohabbat ho gayi hai bas mujhko mohabbat ho gayi hai le thanda pile maide ki garmi hai dil pe chad gayi hai re are kuch nahi hai bhadke tere dil ki dhadkan badh gayi hai re ab kya hoga re ab kya hoga are dil ke jal jane se koi sar ki nas bhi jal gayi hai re dil jalta hai to de jalne de ab hamko mohabbat ho gayi hai ab hamko mohabbat ho gayi hai are hosh me aa hosh me aa ghar walo ko malum hua to ek musibat hogi or uspe waha wo nur jan gayi to khair nahi tab or kyamat hogi wo chal qayamat ki chalkar jab aankh ke samne aate hai to hath kleje par uthakr ek dil ko thamne hath hai jab aankh ke samne aate hai jinki wo chal kayamat hai har bat me ek najakat hai or aap ke hal pe lalat hai har bat pe ek qayamat hai is yar ka yaro kya hoga nadan ka yaro kya hoga are nadan pagle tu kya karne laga hai tu jara sa dil ki khatir khamkha marne laga hai tu ye dil sabko banata hai tujhe bhi varg layega hame bahar nikalega tujhe andar karayega mai uske dar pe sar rakhkar ghar ke bahar mar jaunga mai uske dar pe sar rakhkar ghar ke bahar mar jaunga ki mujhko mohabbat ho gayi hai ki mujhko mohabbat ho gayi hai shekhar bhaiya yu nahi karte itni unchi aah nahi bharte shekhar bhaiya yu nahi karte jhuth muth ki shadi karlo sachchi sachchi ishq nahi karte shekhar bhaiya yu nahi karte marna ho to ispe marlo or kisi pe yu nahi marte mai us par pura marta hu wo kuch kuch mujh par marti hai mai usko sahi samjhta hu wo mujhko galat samjhti hai ye halat kaisi ho gayi hai aisi ki taisi ho gayi shekhar ko mohabbat ho gayi hamko musibat ho gayi shekhar ko mohabbat ho gayi anhoni bat thi ho gayi hai