SONG: Mujhko Baar Baar Yaad Na Aa - मुझको बार बार याद ना आ

Mujhko Baar Baar Yaad Na Aa - मुझको बार बार याद ना आ

LYRICS:
mujhko bar bar mujhko bar bar yaad na aa bewafa o bewafa mujhko bar bar yaad na aa bewafa, bewafa haye kya bat tune kahi mai sharabi hu yuhi sahi haye kya bat tune kahi mai sharabi hu yuhi sahi aa mere hal par muskura mujhko bar bar mujhko bar bar yaad na aa bewafa, bewafa git sunne ko aaye sabhi ko jane na dil ki lagi git sunne ko aaye sabhi ko jane na dil ki lagi khub ga mere dil khub ga mujhko bar bar mujhko bar bar yaad na aa bewafa o bewafa teri mehfil se ab hum chale hai koi jo mujhe tham le teri mehfil se ab hum chale hai koi jo mujhe tham le mai gira, mai gira, mai gira mujhko bar bar mujhko bar bar yaad na aa bewafa, bewafa maine pi aaj tere liye tuhi sab kuch mere liye maine pi aaj tere liye tuhi sab kuch mere liye bhul ja apna gam bhul ja mujhko bar bar mujhko bar bar yaad na aa bewafa, bewafa mujhko bar bar yaad na aa bewafa, bewafa mujhko bar bar yaad na aa bewafa, bewafa mujhko bar bar yaad na aa bewafa, bewafa