SONG: Mujhe Yaad Karne Wale Tere Saath Saath Hu Mai - मुझे याद करने वाले तेरे साथ साथ हूँ मैं

Mujhe Yaad Karne Wale Tere Saath Saath Hu Mai - मुझे याद करने वाले तेरे साथ साथ हूँ मैं

LYRICS:
pyar insan ke marne se jata nahi sari umar gam ban ke rahta hai mager jata nahi mujhe yaad karne wale tere sath sath hu mai jo kabhi khtam na hogi whi dil ki baat hu mai mujhe yaad karne wale tere sath sath hu mai jo kabhi khtam na hogi whi dil ki baat hu mai mai juda bhi hoke tujhse mai kabhi juda nahi hui mai juda bhi hoke tujhse mai kabhi juda nahi hui hai janam janam ki ulfat koi bewafa nahi hu nahi hu mujhe yaad karne wale mera gam kabhi na karna mere dil me rahne vale mera gam kabhi na karna mere dil me rahne vale mere pyar ke hi katir duniya nayi basa le basa le mujhe yaad karne wale tere sath sath hu mai jo kabhi khtam na hogi whi dil ki baat hu mai mujhe yaad karne wale