SONG: Mujhe Tumse Mohabbat Hai Magar Mai Kah Nahi Sakta - मुझे तुमसे मुहब्बत है मगर मैं कह नहीं सकता

Mujhe Tumse Mohabbat Hai Magar Mai Kah Nahi Sakta - मुझे तुमसे मुहब्बत है मगर मैं कह नहीं सकता

LYRICS:
mujhe tumse mohabbat hai magar mai kah nahi sakta mujhe tumse mohabbat hai magar mai kah nahi sakta magar mai kya karu bole bina bhi rah nahi sakta mujhe tumse mohabbat hai magar mai kah nahi sakta mere khwabo ki shehjadi jaha tum muskrati ho bahare kya fijao me hajaro gul khilati ho tumhe jisne bhi dekha hai judayi sah nahi sakta mujhe tumse mohabbat hai magar mai kah nahi sakta jamana lakh badal ban ke chha jaye nigaho par mohabbat ka ujala phailta jayega raho par mohabbat chand aisa hai kabhi jo gah nahi sakta mujhe tumse mohabbat hai magar mai kah nahi sakta