SONG: Mujhe Tumse Mohabbat Hai, Khuda Bhi Gavah Hai - मुझे तुमसे मोहब्बत हैं, खुदा भी गवाह हैं

Mujhe Tumse Mohabbat Hai, Khuda Bhi Gavah Hai - मुझे तुमसे मोहब्बत हैं, खुदा भी गवाह हैं

LYRICS:
mujhe tumse mohabbat hai mohabbat hai mohabbat hai khuda bhi gavah hai khuda bhi gavah hai mohabbat hai mohabbat hai yakin kar lo ke is dil me tum hi tum ho tum hi tum the khuda samjhe mohabbat ko jo is dil ko na tum samjho mohabbat naam hai jiska badi najuk hakikat hai mohabbat hai mohabbat hai mujhe tumse mohabbat hai mohabbat hai mohabbat hai khuda bhi gavah hai khuda bhi gavah hai mohabbat hai mohabbat hai hume dil ne bahut roka magar jis dam tumhe dekha nigaho ne kadam chume tamana ne kiya sajda kadam rakha hai ulfat me ab aage apni kismat hai mohabbat hai mohabbat hai mujhe tumse mohabbat hai mohabbat hai mohabbat hai khuda bhi gavah hai khuda bhi gavah hai mohabbat hai mohabbat hai