SONG: Mujhe Tadpati Rahi Roz Stati Rahi - मुझे तड़पाती रही रोज सताती रही

Mujhe Tadpati Rahi Roz Stati Rahi - मुझे तड़पाती रही रोज सताती रही

LYRICS:
mujhe tadpati rahi roz stati rahi tu isharo pe mujhe khub nchati rahi itne din ki mulakat me ab aayi hai mere hath me itne din ki mulakat me ab aayi hai mere hath me jo mai kar baithi sitam maf kar do na sanam lo staungi nahi mai bhi khati hu kasam itne din ki mulakat me rutha choti si bat me ha itne din ki mulakat me rutha choti si bat me jab bhi mili tu mujh se kahi do bol mithe boli nahi hardam jhagadti rahi tha pyar mere dil me agar upar se mai yuhi humsafar akadti rahi ab to marogi phir bhi na hogi ye berukhi kuch kam jo mai kar baithi sitam maf kar do na sanam lo staungi nahi mai bhi khati hu ksam itne din ki mulakat me rutha choti si bat me ha itne din ki mulakat me rutha choti si bat me gujari wo bate jane bhi do mujhko na aise ab tane do chhodo bhi ye dillagi kuch bhi tu bole kuch bhi kahe tere sitam jo maine sahe mai lunga badla abhi mane na kahna rutha ye sajna mai to manati rahi mujhe tadpati rahi roz stati rahi tu isharo pe mujhe khub nachati rahi itne din ki mulakat me ab aayi hai mere hath me itne din ki mulakat me ab aayi hai mere hath me jo mai kar baithi sitam maf kar do na sanam lo staungi nahi mai bhi khati hu ksam itne din ki mulakat me rutha choti si bat me itne din ki mulakat me ab aayi hai mere hath me itne din ki mulakat me rutha choti si bat me itne din ki mulakat me ab aayi hai mere hath me