SONG: Mujhe Pyar Me Tum Na Ilzaam Dete - मुझे प्यार में तुम ना इलज़ाम देते

Mujhe Pyar Me Tum Na Ilzaam Dete - मुझे प्यार में तुम ना इलज़ाम देते

LYRICS:
mujhe pyaar mein tum na ilzaam dete agar jaante gam meri bebasi ka meri berukhi tumne dekhi hai lekin nahin tumne dekha tadapna kisi kaa mere dil ne chaha tha kuch tumse kahta magar pyaar kahta hai khaamosh rahna mere dil ne chaaha tha kuchh tumse kahna magar pyaar kahta hai khaamosh rahna dikhaayen kise ham ye ashkon ka bahna sunaayen kise dard dil ki nadi kaa meri berukhi tumne dekhi hai lekin nahin tumne dekha tadapna kisi kaa meri berukhi tumne dekhi hai lekin nahin tumne dekha tadapna kisi kaa