SONG: Mujhe Pyaar Hai - मुझे प्यार है

Mujhe Pyaar Hai - मुझे प्यार है

LYRICS:
tu khubsurat ya teri mohabbat dil ye samaj paye na hoo dil ye samaj paye na dil ko dhadakne ne ki tu hi jarurat bin tere jiya jaaye na hoo bin tere jiya jaaye na dekha karun tumhe dekha karun aaj jee bharke tumhe dekha karun meri jaan o meri jaan kehta rahun main kehta rahun saari umar bhar main tumhe kehta raun meri jaan o meri jaan haa mujhe pyaar pyaar hai tujh hi se mere yaar yaar hain tere liye ek baar na jeena hazar baar hai tu khubsurat ya teri mohabbat dil ye samaj paye na hoo dil ye samaj paye na teri hi taarifein teri hi khwahishen karta rahun main din raat hoo teri guzarishein teri sifarishein karta hu bas teri baat sach hi kahun haan sach hi kahun tere bin na guzara ab hain mera meri jaan o meri jaan ki mujhe pyaar pyaar hai tujh hi se mere yaar yaar hain tere liye ek baar na jeena hazar baar hai.