SONG: Mujhe Preet Nagariya Jaana Hai, Koi Hai Jo Rasta Batla De - मुझे प्रीत नगरिया जाना है, कोई है जो रस्ता बतला दे

Mujhe Preet Nagariya Jaana Hai, Koi Hai Jo Rasta Batla De - मुझे प्रीत नगरिया जाना है, कोई है जो रस्ता बतला दे

LYRICS:
mujhe preet nagariya jana hai koi hai jo rashta batlade dil se dil kaisa milta hai koi hai jo itna sikhlade koi hai ho preet nagariya ke rahi ho preet nagariya ke rahi aaja meri baho me aaja dekhe na akhi dunia wale chupke se nigaho me aaja dil ke badle dil denge hum jara pyar se haskar sharmade dil se dil kaisa milta hai koi hai jo itna sikhlade koi hai mai aa to jau baho me bas jau teri nigaho me mai aa to jau baho me bas jau teri nigaho me anjan hu mai dar lagta hai kho jau na in raho me is rah me kya kya hota hai pahle mujhe itna batlade dil se dil kaisa milta hai koi hai jo itna sikhlade koi hai is rah me pahle aankho se ek khel rachaya jata hai najro ke sahare fir dil se dil ko takraya jata hai mai tere dil ko tadpau tu mere dil ko tadpade mujhe preet nagariya jana hai koi hai jo rasta batlade dil se dil kaisa milta hai koi hai jo itna sikhlade koi hai