SONG: Mujhe Mil Gayee Hai Mohabbat Kee Manjil - मुझे मिल गई है मोहब्बत की मंज़िल

Mujhe Mil Gayee Hai Mohabbat Kee Manjil - मुझे मिल गई है मोहब्बत की मंज़िल

LYRICS:
mujhe mil gayi hai mohabbat kee manjil koi puchh le ye mere hamsafar se mujhe mil gayi hai mohabbat kee manjil koi puchh le ye mere hamsafar se mujhe mil gayi hai najar se najar kaa bada fasala tha magar aaj dil ke karin ho gaye ho tumhe maine dekha jo dil ki najar se meri bhi najar me hasin ho gaye ho tumhe maine dekha jo dil ki najar se meri bhi najar me hasin ho gaye ho mujhe mil gayei hai mere hath me yu teraa hath aaya ke gulshan me jaise bahar aa gayee ho magar hath se yu khincha hath tera mai samajha kali koi sharama gayi ho magar hath se yu khincha hath tera mai samajha kali koi sharama gayi ho mujhe mil gayi hai jise sunakar dil kee huyi tej dhadkan mujhe aaj aisi kahani mili hai nigaho se chahe naa nigahe mili naa mohabbat ki lekin nishanee mili hai nigaho se chahe naa nigahe mili naa mohabbat ki lekin nishanee mili hai mujhe mil gayi hai