SONG: Mujhe Loot Liya Re Mujhe - मुझे लूट लिया रे मुझे लूट लिया रे

Mujhe Loot Liya Re Mujhe - मुझे लूट लिया रे मुझे लूट लिया रे

LYRICS:
mujhe loot liya re mujhe loot liya re re bhole sanam ne han han bake sanam ne aankho se jadu daal ke mujhe loot liya re khwab banke aankho mein aaya khwab banke aankho mein aaya pyar banke dil mein samaya pyar banke dil mein samaya hosh uda ke bekhabari mein hosh uda ke bekhabari mein le gaya chain nikal ke le gaya chain nikal ke mujhe loot liya re re bhole sanam ne han han bake sanam ne aankho se jadu daal ke mujhe loot liya re main dhundh dhundh kar main dhundh dhundh kar hui diwani main dhundh dhundh kar hui diwani mila na mujhko dilbarjani mila na mujhko dilbarjani hay na jane kahan chhupa hai na jane kahan chhupa hai na ja mere dil ko uchhal ke han mere dil ko uchhal ke mujhe loot liya re re bhole sanam ne han han bake sanam re aankho se jadu daal ke mujhe loot liya re mujhe loot liya re