SONG: Mujhe Kare Sanam Badnam - मुझे करे सनम बदनाम

Mujhe Kare Sanam Badnam - मुझे करे सनम बदनाम

LYRICS:
mujhe kare sanam badnaam haan haan mujhe kare sanam badnaam sabse keh dungi mujhe kare sanam badnaam sabse keh dungi mujhe kare sanam badnaam zulfon ko zanjeer kahe meri zulfon ko zanjeer kahe meri nazro ko shamsheer haan haan meri nazro ko shamsheer haan haan meri nazro ko shamsheer abru ko khanjar kahe meri abru ko khanjar kahe meri palkon ko kahe teer haan haan meri palkon ko kahe teer main to ro dungi mera rakh diya kaatil naam main to ro dungi mera rakh diya kaatil naam sabse keh dungi mujhe kare sanam badnam bikhre gesu dekh ke bole bikhre gesu dekh ke bole ho gayi kaali raat haan haan ho gayi kaali raat haan haan ho gayi kaali raat hansu to kehta bijli gir gayi hansu to kehta bijli gir gayi roun to barsaat haan haan roun to barsaat ab na bolungi har roz naya ilzaam ab na bolungi har roz naya ilzaam sabse keh dungi mujhe kare sanam badnaam