SONG: Mujhe Kabhi Kabhi Sapna Yeh Aaye, Ke Shyam Meri Galiyo Me Bansuri Bajaaye - मुझे कभी कभी सपना ये आए, के श्याम मेरी गलियों में बांसुरी बजाये

Mujhe Kabhi Kabhi Sapna Yeh Aaye, Ke Shyam Meri Galiyo Me Bansuri Bajaaye - मुझे कभी कभी सपना ये आए, के श्याम मेरी गलियों में बांसुरी बजाये

LYRICS:
o mujhe kabhi kabhi mujhe kabhi kabhi sapna ye aaye ke shyam mere galiyon me bansuri bajaye mujhe kabhi kabhi sapna ye aaye ke shyam mere galiyon me bansuri bajaye sudh budh bhul ke main jaau daudi daudi ankhiyan bawari main kholu thodi thodi sudh budh bhul ke main jaau daudi daudi ankhiyan bawari main kholu thodi thodi ankhiyan khole khole dekhe suni gali phir bhi kanha najar nahi aaye mujhe kabhi kabhi mujhe kabhi kabhi sapna ye aaye ke shyam mere galiyon me bansuri bajaye chad gaya hath mere jis din chhaliyan dekhna chhin lungi uski muraliyan lakh araj kare naina neer bhare chahe kaise bahane wo banaaye mujhe kabhi kabhi mujhe kabhi kabhi sapna ye aaye ke shyam mere galiyon me bansuri bajaye palko ki dor me piroyi maine kaliya jane manaye kahan shyam rang raliya palko ki dor me piroyi maine kaliya jane manaye kahan shyam rang raliya mere mohan ka pata la de koi jara pyar ki mala na kamla jaye mujhe kabhi kabhi mujhe kabhi kabhi sapna ye aaye ke shyam mere galiyon me bansuri bajaye mujhe kabhi kabhi sapna ye aaye ke shyam mere galiyon me bansuri bajaye