SONG: Mujhe Jabse Mohabat Ho Gayi Bas Ek Musibat Ho Gyi - मुझे जबसे मोहब्बत हो गयी बस एक मुसीबत हो गयी

Mujhe Jabse Mohabat Ho Gayi Bas Ek Musibat Ho Gyi - मुझे जबसे मोहब्बत हो गयी बस एक मुसीबत हो गयी

LYRICS:
mujhe jabse mohabbat ho gayi, bas ek musibat ho gayi dil kahta hai ab mujhse, pritam ki jarurat ho gayi mujhe jabse mohabbat ho gayi, bas ek musibat ho gayi dil kahta hai ab mujhse, pritam ki jarurat ho gayi mujhe jabse mohabbat ho gayi mujhe pyar ne aisa luta, ek teer jigar me tuta bas ek mohbbat sachi, bedard jamana jhutha mujhe pyar ne aisa luta, ek teer jigar me tuta bas ek mohbbat sachi, bedard jamana jhutha ye kaisi halat ho gayi, ha ye kaisi halat ho gayi mujhe jabse mohabbat ho gayi, bas ek musibat ho gayi dil kahta hai ab mujhse, pritam ki jarurat ho gayi mujhe jabse mohabbat ho gayi ek aag si dil me bhadke, dil jor jor se dhadke mujhe chule sarad hawaye, mera rom rom bhi fadke ek aag si dil me bhadke, dil jor jor se dhadke mujhe chule sarad hawaye, mera rom rom bhi fadke ye kaisi afat ho gayi, ha ye kaisi afat ho gayi mujhe jabse mohabbat ho gayi, bas ek musibat ho gayi dil kahta hai ab mujhse, pritam ki jarurat ho gayi mujhe jabse mohabbat ho gayi ab na uthe chain mile hai, na baithe chain mile hai jab chand khile punam ka, mere dil ka jakham chile hai ab na uthe chain mile hai, na baithe chain mile hai jab chand khile poonam ka, mere dil ka jakham chile hai ye kaisi kayamat ho gayi, ha ye kaisi kayamat ho gayi mujhe jabse mohabbat ho gayi, bas ek musibat ho gayi dil kahta hai ab mujhse, pritam ki jarurat ho gayi mujhe jabse mohabbat ho gayi