SONG: Mujhe Jab Jab Bahaaron Ka Jamaana Yaad Aayega - मुझे जब जब बहारों का ज़माना याद आएगा

Mujhe Jab Jab Bahaaron Ka Jamaana Yaad Aayega - मुझे जब जब बहारों का ज़माना याद आएगा

LYRICS:
mujhe jab jab bahaaro ka jamaana yaad aayega kahi apna bhi tha ek aashiyaana yaad aayega kal chaman tha aaj ek sehra huwa dekhate hi dekhate yeh kya huwa kal chaman tha aaj ek sehra huwa dekhate hi dekhate yeh kya huwa, kal chaman tha mujhko barbaadi ka koyi ghum nahi mujhko barbaadi ka koyi ghum nahi ghum hai barbaadi kyun charcha huwa kal chaman tha aaj ek sehra huwa dekhate hi dekhate yeh kya huwa, kal chaman tha ek chhota sa tha mera aashiyaa ek chhota sa tha mera aashiyaa aaj tinake se alag tinaka huwa kal chaman tha aaj ek sehra huwa dekhate hi dekhate yeh kya huwa, kal chaman tha sochata hu apne ghar ko dekhkar sochata hu apne ghar ko dekhkar ho na ho yeh hai mera dekha huwa kal chaman tha aaj ek sehra huwa dekhate hi dekhate yeh kya huwa, kal chaman tha dekhne waalo ne dekha hai dhunwa dekhne waalo ne dekha hai dhunwa kisne dekha dil mera jalta huwa kal chaman tha aaj ek sehra huwa dekhate hi dekhate yeh kya huwa, kal chaman tha