SONG: Mujhe Dekho Hasrat Ki Tasveer Hu Mai - मुझे देखो हसरत की तस्वीर हूँ मैं

Mujhe Dekho Hasrat Ki Tasveer Hu Mai - मुझे देखो हसरत की तस्वीर हूँ मैं

LYRICS:
mujhe dekho hasrat ki taswir hu mai mujhe dekho hasrat ki taswir hu mai jo ban ban ke bigdi wo takdir hu mai mujhe dekho hasrat ki taswir hu mai gira jo zami par mai hu ek wo aasu mai hu ek wo aasu gira jo zami par mai hu ek wo aasu mai hu ek wo aasu mili khak me aisi tadbir hu mai jo ban ban ke bigdi wo takdir hu mai mujhe dekho hasrat ki taswir hu mai nahaya hua hu khud apne lahu me khud apne lahu me nahaya hua hu khud apne lahu me khud apne lahu me magar fir bhi berang taswir hu mai jo ban ban ke bigdi wo takdir hu mai mujhe dekho hasrat ki taswir hu mai chala mai toh ahl-ae-watan khush raho tum raho khus raho tum chala mai toh ahl-ae-watan khush raho tum raho khus raho tum na mai tha nishane pe wo teer hu mai jo ban ban ke bigdi wo takdir hu mai mujhe dekho hasrat ki taswir hu mai