SONG: Mujhe Dekhiye Main Koi Dastan Hu - मुझे देखिये मैं कोई दास्ताँ हूँ

Mujhe Dekhiye Main Koi Dastan Hu - मुझे देखिये मैं कोई दास्ताँ हूँ

LYRICS:
zara jhumne do ke masrur hun main yaha hu yaha se bahut dur hun main mujhe dekhiye main koi dastan hu mujhe dekhiye main koi dastan hu bahut kuchh hai dil me magar bezuban hun mujhe dekhiye main koi dastan hu mujhe dekhiye main jinhe yaad hun mai bhulayenge kaise mujhe bazm se vo uthayenge kaise uthayenge kaise jali to shama thi bujhi to dhua hu mujhe dekhiye main koi dastan hu mujhe dekhiye main abhi chahati hun zara muskarana kabhi phir karungi bayan ye fasana mujhe jaan lega kisi din zamana kisi din zamana bahar-e-chaman hun ke daur-e-khizan hun mujhe dekhiye main koi dastan hu mujhe dekhiye main shiqast-e-muhabbat bhala kaise manu aji dard-e-dil ko dava kaise manu ki mai ek but ko khuda kaise manu khuda kaise manu buto ki khudayi pe mai badaguman hun mujhe dekhiye main koi dastan hu mujhe dekhiye main