SONG: Mujhe Dard-E-Dil Ka Pata Na Tha, Mujhe Aap Kis Liye Mil Gaye - मुझे दर्द-ए-दिल का पता ना था, मुझे आप किस लिए मिल गये

Mujhe Dard-E-Dil Ka Pata Na Tha, Mujhe Aap Kis Liye Mil Gaye - मुझे दर्द-ए-दिल का पता ना था, मुझे आप किस लिए मिल गये

LYRICS:
mujhe dard-e-dil ka pata na tha mujhe aap kis liye mil gaye main akele yun hi maje mein tha mujhe aap kis liye mil gaye mujhe dard-e-dil ka pata na tha mujhe aap kis liye mil gaye yu hi apne apne safar mein gum kahi dur main kahi dur tum yu hi apne apne safar mein gum kahi dur main kahi dur tum kahi dur tum chale ja rahe the juda juda mujhe aap kis liye mil gaye main akele yun hi maje mein tha mujhe aap kis liye mil gaye main garib haath badha to du tumhe pa saku ke na pa saku main garib haath badha to du tumhe pa saku ke na pa saku tumhe pa saku meri jaan bahut hain ye faasla mujhe aap kis liye mil gaye main akele yun hi maje mein tha mujhe aap kis liye mil gaye na main chaand hun kisi shaam ka na chiraag hun kisi baam ka na main chaand hun kisi shaam ka na chiraag hun kisi baam ka kisi baam ka main to raaste ka hun ek deeya mujhe aap kis liye mil gaye main akele yun hi maje mein tha mujhe aap kis liye mil gaye mujhe dard-e-dil ka pata na tha mujhe aap kis liye mil gaye