SONG: Mujhe Bhul Jaana Agar Ho Sake - मुझे भूल जाना अगर हो सके

Mujhe Bhul Jaana Agar Ho Sake - मुझे भूल जाना अगर हो सके

LYRICS:
mujhe bhul jaana agar ho sake, mujhe bhul jaana agar ho sake na phir yad aana agar ho sake mujhe bhul jaana agar ho sake, mujhe bhul jaana mera pyar gujare jamane ki hai baat mera pyar gujare jamane ki hai baat rahe yad kyon bhul jane ki baat nahi koyi aansu bahane ki baat na aansu bahaana agar ho sake mujhe bhul jaana agar ho sake, mujhe bhul jaana mujhe maaf karana mere hamsafar mujhe maaf karana mere hamsafar kahi kho gaya mai tumhe chhod kar tumhe maine aansu diye hain magar sada muskaraana agar ho sake mujhe bhul jaana agar ho sake na phir yad aana agar ho sake mujhe bhul jaana agar ho sake, mujhe bhul jaana