SONG: Mujhe Apna Yaar Bana Lo - मुझे अपना यार बना लो

Mujhe Apna Yaar Bana Lo - मुझे अपना यार बना लो

LYRICS:
mujhe apna yar bana lo fir ho jau sansar ka mujhe apna yar bana lo phir ho jau sansar ka are aajma ke dekho dil kaisa hai dildar ka mujhe apna yar bana lo phir ho jau sansar ka duniya ki wadiyo me, bin yar kaisa jina dariya bhi suna suna, jab tak na ho safina duniya ki wadiyo me, bin yar kaisa jina dariya bhi suna suna, jab tak na ho safina are sun lo duniyawalo ye nagma dil ke taar ka mujhe apna yar bana lo phir ho jau sansar ka are aajma ke dekho dil kaisa hai dildar ka mujhe apna yar bana lo phir ho jau sansar ka