Mujhe Apna Yaar Bana Lo - मुझे अपना यार बना लो
LYRICS:
mujhe apna yar bana lo
fir ho jau sansar ka
mujhe apna yar bana lo
phir ho jau sansar ka
are aajma ke dekho
dil kaisa hai dildar ka
mujhe apna yar bana lo
phir ho jau sansar ka
duniya ki wadiyo me, bin yar kaisa jina
dariya bhi suna suna, jab tak na ho safina
duniya ki wadiyo me, bin yar kaisa jina
dariya bhi suna suna, jab tak na ho safina
are sun lo duniyawalo
ye nagma dil ke taar ka
mujhe apna yar bana lo
phir ho jau sansar ka
are aajma ke dekho
dil kaisa hai dildar ka
mujhe apna yar bana lo
phir ho jau sansar ka