SONG: Mujh Mein Hai Tu - मुझ में है तू

Mujh Mein Hai Tu - मुझ में है तू

LYRICS:
mujh mein tu tuhi tu basa naino mein jaise khwab sa jo tu na ho to pani pani naina jo tu na ho to main bhi hunga main naa tujhi se mujhe sab ataa aa ho o mujh mein tu tuhi tu basa naino mein jaise khwab sa ishak aashiqui mein kuchh log chhantta hai zakhm baant ta hai unhe dard baant ta hai tod deta hai khwaab sare dekhte dekhte kar de barbad saa jo tu na ho to pani pani naina jo tu na ho to main bhi hunga main naa tujhi se mujhe sab ataa mujh mein tu tuhi tu basa naino mein jaise khwab sa safar do kadam hai jise ishq log kehte magar ishq wale sab safar mein hi rehte khatm hota na umr bhar hi ishq ka raasta hai ye behisab sa jo tu na ho to pani pani naina jo tu na ho to main bhi hunga main naa tujhi se mujhe sab ataa mujh mein tu tuhi tu basa naino mein jaise khwab sa