SONG: Muhabbat Kee Dhun Bekararo Se Puchho - मुहब्बत की धुन बेक़रारों से पूछो बेक़रारों से पूछो

Muhabbat Kee Dhun Bekararo Se Puchho - मुहब्बत की धुन बेक़रारों से पूछो बेक़रारों से पूछो

LYRICS:
muhabbat ki dhun bekararo se puchho bekararo se puchho muhabbat ki dhun bekararo se puchho bekararo se puchho nagama hai kya chand taro se puchho chand taro se puchho muhabbat ki dhun bekararo se puchho bekararo se puchho muhabbat ki dhun tumharee juban pe meri dastan hai tumhe yeh khabar kya muhabbat kaha hai bhala kyon re duniya hasin hai jawan hai tum apni najar ke isharo se puchho muhabbat ki dhun bekararo se puchho bekararo se puchho yeh nagama hai kya chand taro se puchho chand taro se puchho muhabbat ki dhun koyi banake kushabu basa mere man me luta hai mera dil isi anjuman me kali kaun si khil rahi hai chaman me yeh tum apne dil ki baharo se pucho muhabbat ki dhun bekararo se puchho bekararo se puchho yeh nagama hai kya chand taro se puchho chand taro se puchho muhabbat ki dhun