SONG: Muhabbat Karne Waala - मुहब्बत करने वाला

Muhabbat Karne Waala - मुहब्बत करने वाला

LYRICS:
muhabbat karne waala muhabbat karne waala muft mein badnaam hota hai muhabbat karne waala muft mein badnaam hota hai ye bholi shakl waale kis kadar maasum hote hai bade hi sidhe saadhe nek dil maalum hote hai koyi surat nahi aisi ki chori inaki khul jaaye agar iljaam bhi aaye to inpar kis tarah aaye jabaan khaamosh rehati hai najar se kaam hota hai muhabbat karnewaala, muhabbat karnewaala muft mein badnaam hota hai kare koyi bhare koyi, jara kanoon to dekho samajh mein hi nahi aata hai kuch majmun toh dekho khataye aapki lekin saja hum begunaahon ko najar hum rokte hai aap bhi roko nigahon ko ishare aap karte hain hamara naam hota hai muhabbat karnewala, muhabbat karnewala muft mein badnaam hota hai jahaan par husn hota hai najar khud thaihar jaati hai kadam yadon ka damtak saath chalkar laut aati hai jara sa dekh lene par kayaamat sar pe aayi hai aur hamane tumhe dekha toh isame kya buraayi hai usko dekhte hai sab jo jalawa aam hota hai muhabbat karne wala, muft mein badnaam hota hai muhabbat karne wala, muft mein badnaam hota hai