SONG: Mud Kar Bhi Na Dekh, Udhar Chali Jaa Jaanaki - मुड़ कर भी न देख, उधर चली जा जानकी

Mud Kar Bhi Na Dekh, Udhar Chali Jaa Jaanaki - मुड़ कर भी न देख, उधर चली जा जानकी

LYRICS:
mud kar bhi na dekh suhagan mahalo ki ye shaan is duniya me ab tera bas pati hi hai bhagwan udhar chali ja janki jidhar chale tere ram chhod na apna rasta le himmat se kaam janki le himmat se kaam udhar chali ja janki jidhar chale tere ram chhod na apna rasta le himmat se kaam janki le himmat se kaam bharat ki santan hai tu sawitri ka rup bharat ki santan hai tu sawitri ka rup sita ban kar sahti jana ban ban ki tu dhup hanste hanste ladti ja tu jiwan ka sangram chhod na apna rasta le himmat se kaam janaki le himmat se kaam pativrata tere tej ke aage suraj bhi sharmaye pativrata tere tej ke aage suraj bhi sharmaye tere ek ishare se ye badal jal barsaye tere ek ishare se ye badal jal barsaye tere jaisi satiyo se hi bharat ka hai naam chhod na apna rasta le himmat se kaam janaki le himmat se kaam pati kahe to phul chhod kar kante gale laga le pati kahe to phul chhod kar kante gale laga le pritam ke charno me apna tu sansar basa le pritam ke charno me apna tu sansar basa le kutiya me bhi tujhe milega mahalo ka aram chhod na apna rasta le himmat se kaam janaki le himmat se kaam udhar chali ja janaki jidhar chale tere ram chhod na apna rasta le himmat se kaam janki le himmat se kaam