SONG: Mubarak Hai Wo Dil Jisko Kisi Se Pyar Ho Jaye - मुबारक है वो दिल जिसको किसी से प्यार हो जाये

Mubarak Hai Wo Dil Jisko Kisi Se Pyar Ho Jaye - मुबारक है वो दिल जिसको किसी से प्यार हो जाये

LYRICS:
mubarak hai wo dil jisko kisi se pyar ho jaye nazar walo se chhupkar yaar ka didar ho jaye mubarak hai wo dil jisko kisi se pyar ho jaye nazar walo se chhupkar yaar ka didar ho jaye mohabbat haye kitna khubsurat rog hai dil ka achha ji mohabbat haye kitna khubsurat rog hai dil ka mohabbat haye kitna khubsurat rog hai dil ka duvaye kijiye sabko yahi aazar ho jaye aazar ho jaye mere dil ne mohabbat ka maza ab tak nahi paya mere dil ne mohabbat ka maza ab tak nahi paya mere dil ne mohabbat ka maza ab tak nahi paya mujhe bhi mujhe bhi maraz allah kare ek bar ho jaye ek bar ho jaye mohabbat chij achhi hai magar isme ye khatara hai mohabbat chij achhi hai magar isme ye khatara hai mohabbat chij achhi hai magar isme ye khatara hai agar nakam ho to zindagi bekar ho jaye bekar ho jaye jo sach puchho mohabbat hi zindagi ki aisi manjil hai jaha insan mar jane ko bhi taiyar ho jaye taiyar ho jaye mubarak hai wo dil jisko kisi se pyar ho jaye nazar walo se chhupkar yaar ka didar ho jaye mubarak hai mubarak hai