SONG: Mubaarak Mubaarak Yeh Shaadi Ki Ghadiyaan - मुबारक मुबारक ये शादी की घड़ियाँ

Mubaarak Mubaarak Yeh Shaadi Ki Ghadiyaan - मुबारक मुबारक ये शादी की घड़ियाँ

LYRICS:
mubaarak mubaarak ye shadi ki ghadiya ye shadi ki ghadiya salamat slamat ye fere ki ghadiya ye fere ki ghadiya saheli hamari piya desh jayegi piya desh jayegi ye puto falo dudho nahaye ji ye puto falo dudho nahaye ji ye jug jug jiye ghar khushi se basaye ye ek laal nanha sa godi mein laye ji godi mein laye ji mubaarak mubaarak ye shadi ki ghadiya ye shadi ki ghadiya salamat slamat ye fere ki ghadiya ye fere ki ghadiya saheli hame jake mat bhul jana mat bhul jaana saheli hame jake mat bhul jana mat bhul jana ji mat bhul jana rahe yaad bachpan rangin jamana rangin jamana gali se gairo ko apna banna apna banana rahe yaad maa baap ki yu nibhana han yu nibhana mubaarak mubaarak ye shadi ki ghadiya ye shadi ki ghadiya salamat slamat ye fere ki ghadiya ye fere ki ghadiya jawani ki dekhe bahare hamesha ji bahare hamesha ji dulhan tujhe dulha pukare hamesha ji pukare hamesha ji tere baal bikhare sanware hamesha ji ha ha hare hamesha ji mubaarak mubaarak ye shadi ki ghadiya ye shadi ki ghadiya salamat slamat ye fere ki ghadiya ye fere ki ghadiya mubaarak mubaarak ye shadi ki ghadiya ye shadi ki ghadiya salamat slamat ye fere ki ghadiya ye fere ki ghadiya