SONG: Mousam Machalta Hua Dil Hai Uchalta Hua - मौसम मचलता हुआ दिल है उछलता हुआ

Mousam Machalta Hua Dil Hai Uchalta Hua - मौसम मचलता हुआ दिल है उछलता हुआ

LYRICS:
mausam machalta hua dil hai uchhalta hua mausam machalta hua dil hai uchhalta hua leke jiya mera piya chupke se chalta hua mausam machalta hua dil hai uchhalta hua dil ne dil se pyar kiya dil ne dil se pyar kiya ulfat ka ikrar kiya dil bawla milne chala girta sambhalta hua mausam machalta hua dil hai uchhalta hua aaja raja chhayi bahar aaja raja chhayi bahar dil me tu hai sunle pukar mausam nahi chal de kahi hum tumko chhalta hua mausam machalta hua dil hai uchhalta hua mukhda tera shyam salona mukhda tera shyam salona mera dil hai tera khilauna aaja sakhi meri gali galiya badalta hua mausam machalta hua dil hai uchhalta hua leke jiya mera piya chupke se chalta hua mausam machalta hua dil hai uchhalta hua