SONG: Morni Re Morni Mai Jungle Ki Morni - मोरनी रे मोरनी मैं जंगल की मोरनी

Morni Re Morni Mai Jungle Ki Morni - मोरनी रे मोरनी मैं जंगल की मोरनी

LYRICS:
morni re morni mai jungle ki morni ha ha morni re morni mai jungle ki morni pavan ki bandhu payal mai ghata ki odhu odhani morni re morni mai jungle ki morni ha ha morni re morni mai jungle ki morni hoke sadke bahar meri chal pe mere raste me phul bichhaye re hoke sadke bahar meri chal pe mere raste me phul bichhaye re gora din chamkaye rang rup ko kali rat muska kajal lagaye meri saheli banke hawa mere sang sang chali ho morni re morni mai jungle ki morni ha ha morni re morni mai jungle ki morni kabhi pipal ke niche chhanv me kabhi panghat ke pichhe ganv me kabhi pipal ke niche chhanv me kabhi panghat ke pichhe ganv me jaise bandhe ho ghunghru panv me nadi ki mauj ho jaisi mai hu badi manchali ho morni re morni mai jungle ki morni ha ha morni re morni mai jungle ki morni mujhe ye aajkal kya ho gaya kaun pairo me kanta chubho gaya mujhe ye aajkal kya ho gaya kaun pairo me kanta chubho gaya chand rato se nind meri kho gayi chain thode dino se mera kho gaya kise na thane dhundu mai is gali se uss gali ho morni re morni mai jungle ki morni ha ha morni re morni mai jungle ki morni pavan ki bandhu payal mai ghata ki odhu odhani morni re morni mai jungle ki morni