Mori Galiyo Ki Peepal Nishani - मोरी गलियों की पीपल निशानी
LYRICS:
mori galiyo ki peepal nishani
sajan more yaad rakhna
sajan more yaad rakhna
mori galiyo ki peepal nishani
sajan more yaad rakhna
sajan more yaad rakhna
jaha naino se nain milaye
jaha sab dilo pe chhaye
jaha naino se nain milaye
jaha sab dilo pe chhaye
jaha chid gai prem kahani
sajan more yaad rakhna
mori galiyo ki peepal nishani
sajan more yaad rakhna
ab jabhi koi dukh dega
roke mera dil kahega
ab jabhi koi dukh dega
roke mera dil kahega
aaja aaja teri mehrbani
mori galiyo ki peepal nishani
sajan more yaad rakhna
mori galiyo ki peepal nishani
sajan more yaad rakhna
sajan more yaad rakhna