More Saiyyan - मोरे सैयां
LYRICS:
more saiyan tham baiyan more saiyan tham baiyan
dhup hoon mai, tu mori chhaiyan
radha hui shyam ki, sita hui ram ki
radha hui shyam ki, sita hui ram ki
mai to hui tori deewaani, deewaani
mai to hua tora deewana
tum mere adhro ka moti ho aankhon ki jyoti ho
man ka ujaala ho tore sang hi jeeya mora laaga
tose bandha preet ka dhaaga
ho radha hui shyam ki, sita hui ram ki
main to hua tora deewana, deewana
main to hui tori deewaani, deewaani